Sunday 24 April 2011

CRICKET KA BHAGWAN

SAMAY BADLA YUG BADLA ISI KE SATH HI SATH CRICKET MATCH KA DOUR BHI BADAL GYA....PAHLE CRICKET KYA THA,AAJ CRICKET KYA HAI OR AANE WALE SAMAY ME CRICKET KYA HOGA.....CRICKET MATCH KI IS BADLTI DUNIYA ME AGAR KOI NAHI BADLA TO WO HAIN "CRICKET KE BHAGWAAN SACHIN TENDULKAR"
25 JUNE 1983 ME KHELE GYE WORLD-CUP SE LEKAR 2 APRIL 2011 TAK KE WORLD-CUP KE SAFAR ME NA JANE KITNE KHILADI INDIAN TEEM KA HISSA BANNE AAYE OR ACHCHA PRADARSON NA KAR PANE KI WAJAH SE BINA KOI PAHCHAN BANAYE HI WAPAS CHALE GYE....LEKIN CRICKET KE ITNE LAMBE DOUR SE JUDE SACHIN EK MATRA AISE KHILADI HAIN JINHONE APNI KADI MEHNAT OR LAGAN SE CRICKET JAISE KHEL ME SIRF APNA SIKKA HI NAHI JAMAYA BALKI UN TAMAM KHILADIO KE CHHAKKE BHI IS KADAR CHHUDAYE KI UN KHILADIO KA CAREER CRICKET KHEL SE HUMESA KE LYE KHATM HOTA NAJAR AANE LGA.....
PAHLE 50-50,FIR 20-20 OR AB IPL TAK ME CRICKET KE KAI ROOP DEKHNE KO MILE....OR IN SABHI SWRUPO ME SACHIN NE APNE KARTAV KO HUMESA BAKHUBI NIBHAYA HAI....TABHI 99 SATAK BANA KAR SBHI KA RECORD TODNE WALE SACHIN KA NAAM US ITIHAAS ME DARJ HO CHUKA HAI KI JAHA TAK PAHUCH PANA SHAYAD AB KISI KE BAS KI BAAT NAHI….APNI SADGI,SWBHAV,SALINTA OR KHEL KE KARAN AJ SACHIN DESH BHAR KI JANTA KI NIGAHO ME CRICKET KE BHAGWAN KE RUP PUJE JATE HAIN.....INDIAN CRICKET TEEM KE SATH-SATH PURE DESH KO IS BAAT PAR NAAJ HAI KI "HUMARE PAAS SACHIN TENDULKAR NAAM KA EK AISA ANMOL HEERA HAI KI CHAE WO MAIDAN ME KHEL KE LIYE UTRE YE NA UTRE UNKI CHAMAK KHEL KE MAIDAN ME HUMESA NAJAR AAYEGI"...............

MANY-MANY RETURN OF THE DAY
HAPPY BIRTHDAY TO U SACHIN SIR

3 comments:

  1. ab sachin ki baat hi niraali hai tabi unko bhagwan ka darza diya gya hai.....
    he really deserve d bharat ratan award...

    ReplyDelete
  2. vidya- suni sunayee khabar ko app apna blog banate hai iska kya fayda,blog ka matlab hota hai app apne lekhan shaili ko logo tak pahuchaye ,jo ki bilkul naya aur taja ho.

    ReplyDelete
  3. hello Vidya sir
    tb aapko mere blog ka 3no padana chahiye tha.bas sachin mujhe pasand hai to unke upar kuch likh dia.........warna mai game or politic ke bare apne likhne ki kabhi nahi sochi thi

    ReplyDelete